ajj jin talba ki dastaar e fazeelat hai un sa app ko kiya tawaqqaat hain?
Download:   
Listen:   
 
 
kiya ya soorat ho sakti hai ka ustaad ku sharmindagi sa ba chana ka liya agr ghalti kar baghair nam ka kisi zariya sa us tak puhancha dii jaye aur koi hawala wagaira da diya jaye ta ka us ki khalti ki islah ho jaye awr shagird ka samna usa sharminda bi na hona paree?
Download:   
Listen:   
 
 
Islami bahiyyoon aur islami bahnoon kay aik so bara sa zaid jamiat tul madina hain jin ma hazar ha islami bahi bi zair taleem hain tu kiya jamia ka talba ,asatiza o nazeemieen wagaira mil kar jamia ko khud kifalat ki taraf la sakta hain ? is hawala sa madani phool irshaad farma deen?
Download:   
Listen: