Baaz Islami Bhai Shakhsiyaat ko apni tarkeeb mein rakhtay hain, Zimma daron say Uski Mulaqaat ya Majlis say tarkeeb nahi banatay, Aesy Islami Bhai kai mutalliq irshad farma dijiye.
Download:   
Listen:   
 
 
Tulaba-o-Mudarriseen kai Darmiyaan ulfat-o-Muhabbat Qaim rakhnay kai liye Nazim ka kya kirdar hona chahiye?
Download:   
Listen:   
 
 
Madaris-e-AhleSunnat aur Jamiaat say rawabit kai kya fawaa-id hain? Iska tariqa-kar kya hona chahiye?
Download:   
Listen:   
 
 
MashaAllah Aap bohot hi zyada Her-Dil-Aziz hain, main bhi Her-Dil-Aziz bun kar deen ki khidmat karna chahta hon, is kai liye koi nuskha Ata farma dijiye.
Download:   
Listen:   
 
 
Baaz jamiaat Masajid say Mulhiq ya Masjid kai the-khana mein hain, lehaza Madani Channel kai liye Masjid ki chhat per Dish Antenna laganay mein Fitnay ka khauf hai, Aesi Surat mein kia karain?
Download:   
Listen:   
 
 
Nazim ya Mudarris ka Usi Ilaqay mein jahan Jamia-tul-Madina hai wahan Zaatti Acount khulwana kaisa?
Download:   
Listen:   
 
 
Jamiaat kai undar masaail darpaish hote hain, Nazimeen Mas’ala kai hal kai liye Maaliyaat say rabita kartay hain, kya in masaa-il ko Asataza-o-Tulaba kai saamnay rakh kar mashwara kar saktay hain, taa kai mas’ala Jamia kai undar hi hal ho jaey?
Download:   
Listen:   
 
 
Jis nay kisi ameer kai samnay uski Amaarat ki waja say apne sir ko jhuka liya us nay apna Aadha deen bech daala….
Download:   
Listen:   
 
 
Ishq-e-Rasool (SallallahoAlaihiWasallam) mein tarapney wala Dil aur ronay wali Aankh hasil karnay ka tariqa irshaad farma dijiye…
Download:   
Listen:   
 
 
Aap ko kitni baar Madaina Munawwara ki Hazri ki Sa’adat hasil hui, In haazriyon mein say chand ka zikr farma kar hamaray dilon mein bhi Madina Munawwara ki hazri ki tarap paida kar dijiye.
Download:   
Listen:   
 
 
Pehle khush naseeb Islami Bhai aap kai saath Madina Tayyiba ki hazri kai liye safar kartay thay, aur aap Qafaila-e-Chal-Madina tarteeb diya kartay thay, Kuchh arsay say yeh qafila safar nahi kar raha …..
Download:   
Listen:   
 
 
Pehle jo Islami bhai aap kai saath Chal Madina ki Sa’adat hasil karna chahtay thay, un kai liye aap irshad farmaya kartay thay kai Madani Ina’amaat ka risala pur karain aur bara maah tak Bahattar Madani Ina’amaat per Amal karain aur Chal Madina jka UmmeedWaar bun jaey, kya ab bara Maah tak bahattar Madani Ina’amaat per Amal kar kai koi Islami Bhai Chal Madina ki Khuwahish kar sakta hai?
Download:   
Listen:   
 
 
Aap Isalmi Bhaiyon ko rozana do durs ki takeed farmatay hain, Nazimeen Masrufiyat bohot rakhtay hain, aesi surat irshad farma dijiye kai Nazimeen bhi do durs ki Sa’adat hasil kar sakain?
Download:   
Listen: