Aap ne irshad farmaya ke waqt ke sath sath khayalaat bhi tabdeel ho jatay hain Dawat-e-islami ke madani mahol mai isteqamat panay ka nuskha bhi Inayat farmadain.
Download:   
Listen:   
 
 
Ap kis islami bhai say zada muhabbat farmatay hain?
Download:   
Listen:   
 
 
Jahan Dawat-e-Islami ka kam na hota ho wahan Dawat-e-Islami ka madani kaam kis tarhan shuru karna chahiye ?
Download:   
Listen:   
 
 
Jo zimmedar badakhlaq ho gussay mai aakar apnay matehton ko jhaar deta ho us ke baray mai aap kia irshad farmatay hain ?
Download:   
Listen:   
 
 
Dawat-e-Islami ke aek zimmedar ko kaisa hona chahiye ?
Download:   
Listen:   
 
 
Jo islami bhai risalay aur Faizan e Sunnat phartay hain un se aap bohat khush hotay hain aapne hamain Dawat-e-Islami ke tehet Al Madina library ka zehen ata farmaya he irshad farmaiye ke is Al Madina library ko kis tarhan banana chahiye ?
Download:   
Listen:   
 
 
Dawat-e-Islami ke literature ko aam karnay ke liye kia kia tareeqay ikhtiyaraat karnay chahiyen rehnumai farmadain ?
Download:   
Listen:   
 
 
Ghar mai madani mahol banany ke liye tareeqay bhi irshad farmadain.
Download:   
Listen:   
 
 
Aap ne irshad farmaya ke safaid Imamay wala ya doosray Imamay wala islami bhai bhi Dawat-e-Islami ka kaam kar sakta he aur wo Dawat-e-Islami wala he, to kia Dawat-e-Islami ka sabz Imamay wala bhi sabz Imama bandh kar doosri tanzeem ya doosri jaga kaam karsakta he ?
Download:   
Listen: