Madrsa tul madinah mai jumua ko ta'atel hogi bara-e-karam is ki hikmatain aur barkatain irshad farmayea.
Download:   
Listen:   
 
 
Aap namaz kay oqaat kay elawah kabhi masjid mai hazir hotay to pankha istaimal nahi kartay thay, kia ye durust hai?
Download:   
Listen:   
 
 
Agar nazim kay pas say agar jama shuda mobile phone maktab sai churi ho jaain tu kia keya jai?
Download:   
Listen:   
 
 
Jin madaris mai telephone ki saholat nahi hai wahan agar mobile bhi block kar daytay hain to in ka kia hal hai?
Download:   
Listen:   
 
 
Jis tarhan aap nay nazimeen aur asaatza kay leyea mobile phone kay hawalay sai hidayaat irshad farmai hain ise tarhan madaris aur jamia'at kay talaba kay leyea bhi mobile phone kay hawalay sai hidayaat irshad farmaain.
Download:   
Listen:   
 
 
Islami bahnon ka haftwar tahsil satha ka ijtima itwar ko hota hai ab jab kay agar madras tul madinah mai in ki jumua ko chotti ho gi to islami bahnain ijtima mai kesay shirkat kar sakain gi?
Download:   
Listen:   
 
 
Madani munno ko ba amal hafiz-e-quran kesay banain?
Download:   
Listen:   
 
 
Aik nazim ko kesa hona chahiyea?
Download:   
Listen:   
 
 
Madrasa tul madinah babul madinah madani markaz ki tarkeb mai aagayea hain, is hawalay sai cha ma goi yean ho rahi hain jis ki waja sai gunahon ka silsela chal para hai, bara-e-karam is sai bachnay ka tareqa irshad farmadain.
Download:   
Listen:   
 
 
Ye dekha gya hai kay aap khana tanawul farmatay howay bohat ahteyat farmatay hain madani munnay bhi madrasay mai khana khatay hain inhain kia kia ahteyatain sekhayean?
Download:   
Listen:   
 
 
Waqf ki imlaak ki chand ahteyatain irshad farmadain.
Download:   
Listen:   
 
 
kia koi apni jaga deni kamon kay leyea waqf karday aur kuch arsay baad dobara lay lay, ye kesa?
Download:   
Listen:   
 
 
Madrason mai bijli ki bachat kesay ki ja sakti hai?
Download:   
Listen: