Hum nay ap ko musalsal dekha hai kay ap imam-e-ahlesunnat alahazrat azem ul barakat azem ul martabat mujaddeda-e-deen-o-millat ashah ahmed raza khan alahe rahmatur rehman ke talemat ka mutalea karnay fatawa-e-razaveyea ka mutalea karnay say mutalliq bohat irshad farmatay hain iske bonyade wojohat bhi irshad farmadain?
Download:   
Listen:   
 
 
Ahsas-e-zimmaydare kis tarhan peda kia jai?
Download:   
Listen:   
 
 
Mushawarton ke muddat jo kay 12 mah muqarar hai es mai kia hikmat hai?
Download:   
Listen:   
 
 
Rehnomai farmaiyea kay zimmaydare wapes laynay per kia radday amal hona chaheyea?
Download:   
Listen:   
 
 
Agar baad mai mahol mai anay walay islami bhai ko nigran bana deya jai tu nafs us ke etaat karnay nahi dayta iska hal irshad farmaiyea?
Download:   
Listen:   
 
 
Division satha aur es tarhan kay degar zimmaydaran madani maswaron aur degar tanzeme kamon ke masrofeyat ke bena per amlan 12 madani kamon mai shamil nahi ho patay en kay leyea 12 madani kamaon mai shamoleyat ke kia ahmeyat nez es mas'lay kay hal kayleyea rahnomai farmain?
Download:   
Listen:   
 
 
Ap zimmaydarain kay leyea madani qafelon mai safar per itna zyada zor kyon irshad farmatay hain?
Download:   
Listen:   
 
 
Pakistan ke zeyada aabade deyhaton mai rahte hai gaon mai madani kam kis tarhan mazbot kia jai es ka tareqa bhi irshad farmadain?
Download:   
Listen: