| |
| Baaz log ye bata kar kay Ameer-e-ahlesunnat ke mujah per bohat shafqat hai logon ko motaqid kar kay zate mfadat hasil kartay hain aisay logon kay baray mai ap kia irshad farmatay hain? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Meray dost dawat-e-islami mai nahe aur in ka mazhabe zahan bhi nahi alhamdulillah azzawajal ap kay sath madani mahol mai aitekaf mai betah kar mera zahan madani kam karnay ka ban gya hai mai apnay dost ko nahi chorna chata layhaza mai kia karon? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Chabbees ramazan ul mubarak ap ka youm-e-weladat hai ham ap ko is moqay per kuch tahaif dayna chatay hai ye batayea kay ap ko kis tarhan kay tuhfay pasand hain? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Pechlay deno ap apne shazadi kay ghar iftar kay leyea tasreef lay gai thay bara-e-karam rahnomai kay leyea irshad farmaiyea kay us waqt ap nay kia kia neyyatain kein tehein? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Segret noshe kay kia kia nuqsanaat hain? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |
| Agr koi ahteyatan aitekaf ke qza ke neyyat karna chahay to us ka kia tareeqa hai? |
Download:  |
Listen:  |
| |
| |