Kia aap ka ye farman he ke naat khuwan kabhi nek nahi ban saktay ?
Download:   
Listen:   
 
 
Huzoor ye irshad fermaiye ke is baat ki khuwahish karna ke naat khuwani ke liye meri awaz achi hojaye ?
Download:   
Listen:   
 
 
Munajaat aur naat sharif parhne ya sunne main dil lagna laga,is ke liye kia karna chahiyeh?
Download:   
Listen:   
 
 
Munajaat aur naat sharif sunnte hue rona na aata ho to kia karin?
Download:   
Listen:   
 
 
Munajaat-o-naat sharif parhne ya sunne walon ko kia kia niyyatain karni chahiyen ?
Download:   
Listen:   
 
 
Maaf kijiye, naraz bhi na hoiye. Aap etekaaf main munajaat-o-naat parhte waqt munch par sofa-e-hazireen ki taraf rukh kar ke baithe hain. Is main kia hikmat he ?
Download:   
Listen:   
 
 
Dekha gaya he ke aap munajaat aur naat khuwani ke waqt naat khuwan islami bhaiyon ko kursi par bithatay hain,is main kia hikmat he ?
Download:   
Listen:   
 
 
Dawat e Islami Ke Naat Khuwan Ka Kirdar Kaisa Ho ?
Download:   
Listen:   
 
 
Bari Raaton Main Ijtima e Zikr o Naat
Download:   
Listen:   
 
 
Raat Ke Bajaye Din Ko Naat Khuwaniyan Karliya Karain
Download:   
Listen:   
 
 
Gaanon Ki Tarz Per Naat Parhna Kaisa?
Download:   
Listen:   
 
 
Kiya Aurat Na-Mehram Naat Khuwan Ki Awaz Main Naatain Sun Sakti Hai?
Download:   
Listen:   
 
 
To kia oratain, oraton main naat sharif bhi nahi parrh sakteen?
Download:   
Listen:   
 
 
Oratain jab mard ki awaz main naat nahi sun sakteen, to phir tarzain kis tarah bana`en ghi?
Download:   
Listen:   
 
 
Naat khuwani ki ujrat ja`iz hy ya nahi?
Download:   
Listen:   
 
 
To is gunah sy bachny ki kia soorat ho sakti hy?
Download:   
Listen:   
 
 
Qafila madina walon ka naatain sun`ny ki niyat sy safar aor khany peeny ky akhrajaat pesh karky naat khuwan ko saath ly jana kesa?
Download:   
Listen:   
 
 
Jahan naat khuwani main note nichaawer hoty hon, umry ka ticket qura andaazi ky zariye pesh kia jata ho, wahan naat khuwan o samy`een ka ehtimaam ky sath jana aor agar koi gareeb shakhs naat khuwani rakhy to wahaan jany sy katrana heely bahaany karna kesa?
Download:   
Listen:   
 
 
Agar koi naat khuwan sara`hatan ya dala`latan milny wali ujrat ya raqam ka lifafa lekar masjid, madrasy ya kisi deeni kaam main sarf kardy to kesa?
Download:   
Listen:   
 
 
Baaz loug kehty hain ky Sarkar Sallallahu Alaih Wassallam ny apni naat sharif sun kar Imam Sharaf ud Din Bu`siri Rahematullahy Alaih ko burd e yamaani yani yamni chaadar inayat fermayi aor isi waja se is naat sharif ka naam Qaseedah Burda Sharif mash`hoor howa, is sy sabit howa ky naat khuwan ko nazrana dena sunnat aor qubool karna tabaruk howa.
Download:   
Listen:   
 
 
Qari o naat khwan ko khana pesh karna kesa hy?
Download:   
Listen:   
 
 
Mazkoora afraad ulma o sulha hon aor ye sab kuch un ky ezaaz ky liye jaye to kia hukm hy?
Download:   
Listen:   
 
 
Kia naat khuwani srif nazar he ki soorat main ho sakti hy?
Download:   
Listen:   
 
 
Ye irshad fermaiye ky naat likhny main kia kia ehtiyaatain karni chahiye?
Download:   
Listen:   
 
 
Kisi islami bhai ka naat khwan ko kisi barry ky haan mehfil main dekh kar ye kehna yahan pohnchy howe ho ya kisi islami bhai ka naat khwan sy youn kehna risala parrh lia, risala parrh lia, esa kehna kesa?
Download:   
Listen:   
 
 
Aaj kal daf ky sath naat sharif parrhny ka riwaaj hy, kia ye ja`iz hy?
Download:   
Listen:   
 
 
Isi tarah daf na ho magar daf he ky andaz main naatain parh sakty hain?
Download:   
Listen:   
 
 
Agar naat ky saath... ho kar ALLAH ALLAH kaha jaye is tareeqy sy naat ky sath zikr kia jaye jis main lafz ALLAH zaahir hojaye to esa karna kesa?
Download:   
Listen:   
 
 
Ijtima zikr o naat main khana ya khichrra waghaira khilaany ki kashish rakhna kesa?
Download:   
Listen:   
 
 
Agar naat khuwan aor qari sahibaan ye kahen ky ham ny na to is khusoosi dawat ky liye khaya tha aor na he ujrat ky tore par khaaty hain balky dawat qubool karna sunnat hy isliye kha lety hain to kia hukm hy?
Download:   
Listen:   
 
 
Ye irshad fermaiye ky ap ek naat khuwan ko kesa dekhna chahty hain?
Download:   
Listen:   
 
 
Ye irshad ferma`ain ky raat ky ek hissy tak naat khuwani kary rahy Sarkar Sallallahu Alaih Wassallam ki ham sana`khuwani karty rahy ab raat ka ek hisa guzar gaya hy agar soty hain to fajr qaza hony ka bhi dar hy agar kisi ny awal waqt mainfajr jamat ky baghair parrhli aor so gaya to kia ye durust nahi?
Download:   
Listen:   
 
 
Huzoor ye irshad ferma`ain ky jo mubaligh aor naat khuwan ye zehn rakhta ho ky main mash`hoor hojaounga taky logoun main mash`hoor honga to loag mujhy jaany ghy pehchaany gy aor is tarah main deen ka kaam bahut achy andaaz sy kar sakta houn, esa zehn rakhna kesa?
Download:   
Listen:   
 
 
Ye irshad ferma`ain kia ek naat khuwan nayi tarz banaany ky liye gaany ya moseeqi ka sahara ly sakta hy?
Download:   
Listen:   
 
 
Marsiyon sy tarz lety hain baaz oqaat, marsiya sun`na kesa?
Download:   
Listen:   
 
 
Kia T.V par naat sharif parrhna durust hy?
Download:   
Listen:   
 
 
Baaz naat khuwan doran e naat ashaar ki tashreeh karty hain kia wo esa kar sakty hain? Aor ye bhi bataiye ky agar tashreeh kar sakty hain to unhe kia kia ehtiyatain karni chahiyen?
Download:   
Listen:   
 
 
Baaz alaaqon main ese sahib e hesiyat loug hoty hain jo dawateislami ky kaamon main kafi tuawun kar rahy hoty hain wo phir esi naat khuwaniyan rakhwaty hain jo late night tak jari rehti hain, agar naat khuwan na jaye to baaz oqat tanzeemi kaam main rukaawat bhi peda ho sakti hy, to is soorat main naat khuwan kia kary?
Download:   
Listen:   
 
 
Naat khuwan markaz ki ita`at na kary to?
Download:   
Listen:   
 
 
Kia koi naat khuwan aap ka dost bhi hy?
Download:   
Listen:   
 
 
Agar kisi naat khuwan ki awaz main casset bazaar main na aye aor esi soorat main wo afsurda ho to usky bary main ap kia irsad fermaty hain?
Download:   
Listen:   
 
 
Raat ki mehfil ky bary main ye zehn dia gaya tha naat khuwan ko ky fajr ki namaz jamaat sy ada ki jaye aor mehfil maghrib sy isha kardi jaye aor is ky baad 2 maheeny ky liye mehfil isha ky baad 2 ghantty ki ijazat di gayi thi to aya ab fajr ki namaz ka kia hukm hy jamat ky saath?
Download:   
Listen:   
 
 
Naat khuwani islami behne, islami behno ky ijtimae zikr o naat main speker par naat parrh sakti hy ya nahi?
Download:   
Listen:   
 
 
Islami behno ki naaton ki casstes aor unky T.V par mehfil e naat sun`na, unko parrhny par aor unky sun`ny par kia hukm hy?
Download:   
Listen:   
 
 
Agar naat khuwan ki istita`at na ho to aany jaany ky karaye ka mutaliba kar sakty hain?
Download:   
Listen:   
 
 
Aaj kal dawateislami ky mash`hoor naat khuwan T.V par aa rahy hen kia esa madani markaz ki ijazat sy ho raha hy?
Download:   
Listen:   
 
 
T.V par aany waly naat khuwan pehly dawateislami waly naat khuwan kehlaty thy isi liye ab bhi yehi taasur paya jata hy ky ye dawateislami ky he naat khuwan hain.
Download:   
Listen:   
 
 
Jo naat khuwan markaz ki takreeb main nahi hen wo sabz imama bhi baandhty hain raat bhar mehfilen bhi karty hain, unky baary main ap kia fermaty hain? aor un alaaqon ky nigran ky liye kia hukm hona chahiye?
Download:   
Listen:   
 
 
T.V par muqarir ya naat khuwan ko sun`na kesa?
Download:   
Listen:   
 
 
Kia T.V par naat sharif parrhna durust hy?
Download:   
Listen:   
 
 
Jashan-e-Wiladat ky moqy par kaan phaarr awaz main barry barry speaker par naatain chalany main kitna sawab milta hy?
Download:   
Listen:   
 
 
Naat khuwan ko kab konsa kalam parrhna chahiye nez ye irshad fermaiye kis tarah ky kalam ap ko ziyada pasand hain?
Download:   
Listen: