Maafi chahtay huway suwal he jawab zaroor dena,raat aap ke qadam chumay gaye aap ne hata ne ki koshish to ki magar un ko toba na karwai kia ye sajda nahi tha ? Jo hazrat pehli martaba dekhain ge un ke jazbaat ka bhi aap logon ko khayal rakhna chahye, shirk se bachna chahiye.
Download:   
Listen:   
 
 
Mustamil pani peenay ka hukum bayan farma dain.
Download:   
Listen:   
 
 
Kuch hi der pehlay aapne irshad farmya ke jab aap madani qafilon mai safar par jaya kartay to masjid mai aaram kartay, dekha yehi gaya he ke Faizan-e-Madina mai bhi degar islami bhai masjid hi mai aaraam farmatay hain qayam kartay hain,magar berun-e-mulk se aanay walay islami bhaiyon ko makatib diye jatay hain, Is ke baray mai aap kuch irshad farmadijiye.
Download:   
Listen:   
 
 
Ramdhan-ul-Mubarak 1424-H Kai Chand Kai Baaray Main Ikhtilafat Ka Jawab
Download:   
Listen:   
 
 
30 Shaban Ka Chand Bara Ho To kia Karain?
Download:   
Listen:   
 
 
28 Shaban ka Chand hoja'ay to Kiya kerna hoga?
Download:   
Listen:   
 
 
Doorbeen Se Daikhnay Per kia Royat-e-Hilal Sabit Hojaey Gi?
Download:   
Listen:   
 
 
Mahir-e-Falkiyat Agar Chand Ka Saboot De To?
Download:   
Listen:   
 
 
Hamila orat ky bary main ye kaha jata hy ky chand ghin ky din main wo seh main na aye ya roshni main na aye ye batain kahan tak durust hy?
Download:   
Listen:   
 
 
Agar umra karny waly ny shawal ul mukaram ka chaand Makka Mukarama main dekha to kia us par usi saal haj farz hojata hy?
Download:   
Listen: